रफ्ता रफ्ता काट रहा था, लम्हो में जीते हुए (२), अल्फाज़ो में बयान न होगा यह कारवां। इन् मुस्क़ुरते हुए चेहरों को देखकर, कौन कहेगा की मुकम्मल सफर न था। तिनका तिनका चुन चुन के(२), अपने कुछ सपनो को पिरोया है, इन् रोशन जहान को देखकर, कौन कहेगा की कश्मकश में सफर न था। उलझी…
HINDI POEMS
Shayad!!!
Kabhi to tujhe yaad ayegi meri, Kabhi to tu bhi sochegi mere bare mein, Ek pal aisa bhi ayega ki tu mujhe, Kabhi to yaad karke muskurayegi. Yeh naadan tu yeh na samajh, Ki mohobbat karke bhul gaya hu main, Tere har kamiyaabi k liye saar jhukakar, Rab se fariyaad ki hai maine. Jindagi jeena…
Kuch log kehte hai.
Yuhi kuch dino se, Kuch kahi ankahi baato ko sunna, Yeh ladki toh aisi na thi, Isme toh phele sharmo haya thi. Nazre jhuka ke chalti thi, Sharmati thi, kabhi kabhi muskurati thi, Aaj toh sar pe duppatta bhi na tha, Jane kaha chod aayi woh apni haya. Log kehte hai shayad dhoka khaya hai…
Jindagi…
Jindagi do baato mein atak kar reh gayi hai, Ek tujhko bhulane mein, Aur dusra khudko pane mein. Tera saath kya chuta, Hum to beparwah hogaye, Na aaj kal dusro ki khabar hai, Aur na hi rehti hai khudki firkar... Jindagi mein khushiyaan aur roshni to bahut hai, Lekin kambakt waqt ne dosti hi andhero…
Apna banaya tha jisse…
Guzarte har lamho ke saath, Tere yaade dhudli se horahi hai, Kya tu wahi hai jo deewana sa tha, Maine apna banaya tha jisse... Chehre badalne lage hai ab, Tere kuch baate yaad aa rahi hai, Jiske dil ke har kone me main thi, Kya tu wahi hai, maine apna banaya tha jisse... Har ehsaas…
Tu kya hai mere liye
Tu kya hai mere liye, Yeh bhi na janu. Hokar bhi hai tu ya na hokar bhi hai. Sapno ko tere mere jeena bhi chahu, Lekin fir sapno mein khona na chahu. Tu kya hai mere liye, Yeh bhi na janu. Tu hai bhi ya nahi woh bhi na janu. Har khaab ko pura hote…
Tera Nasha
Khoyi hu tere yaado Mein, Kabhi inn yaado ki subha to ho, Na khabar din raat ki, Jab se chada phirse Tera nasha. Tera nasha meri nazar mein, Tera nasha meri hasi mein, Tera nasha meri bekhudi mein, Tera nasha meri narazgi mein bhi. Kabhi to ishaara dede apne pyaar ka, Kabhi to ek awaz…
Yeh kaisi barish hai
Yeh kaisi barish hai, Jo horahi hai aaj, Bina sawan k mahine ke, Yeh baras rahe hai aaj. Koi to pyaar mein roya hoga, Kisi ka dil tadpa hoga aaj, Ki bin mausam badal hai barsa, Kisi k khaab bekhre honge aaj. Yeh kaisi barish hai, Jo horahi hai aaj, Bina sawan k mahine ke,…